تاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرمtaajdaar-e-haram ho nigaah-e-karamO King of the Holy Sanctuary [Muhammad], spare a glance of mercy!ہم غریبوں کے دن بھی سنور جائیں گےham ghareebon ke din bhi sanwar jaaen geEven we, the downtrodden, will see our days turn for the better!
Arabic (Zain al-Abideen)إنْ نَلٗتِ يَا رِيح الٗصَّبَاin nalti ya reeh as-sabaO morning breeze, if you goيَوْمًا إِلٰى أَرْضِ الْحَرَمyauman ila ard il-haramTo the sacred land someday,بَلِّغْ سَلَامِي رَوْضَةًballigh salaami rauzatanCarry my greetings to the graveفِيهَا الْنَّبِيُّ الْمُحْتَرَمfeehan-nabiy-yul-muhtaramIn which rests the revered Prophet.
Tajdar E Haram Qawali
Urduتاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرمtaajdaar-e-haram ho nigaah-e-karamO King of the Holy Sanctuary, spare a glance of mercy!ہم غریبوں کے دن بھی سنور جائیں گےham ghareebon ke din bhi sanwar jaaen geEven we, the downtrodden, will see our days turn for the better!حامیِ بےکساں کیا کہے گا جہاںhaami-e-be-kasaan kya kahe ga jahaanO Protector of the Helpless, what will the world sayآپ کے در سے خالی اگر جائیں گےaap ke dar se khaali agar jaaen geIf we leave empty-handed from your door?
Kismat mein meri chain se jeena likhdeDoobe na kabhi mera safeena likh deJannat bhi ganwara hai, magar mere liyeAye kaatib-e-taqdeer, madina likhdeTajdar-e-haram, ho nigaah-e-karamHum ghareebon ke din bhi sanwarjayengeTajdar-e-haram, ho nigaah-e-karamHaami-e-bekasaan kya kahega jahanAapke darr se khaali agar jayengeTajdar-e-haram Tajdar-e-haramKoi apna nahi gham ke maaray hain humAapke darr pe faryaad laaye hain humHo Nigah-e-karam, warna chokhat pe humAapka naam le le ke marjayengeTajdar-e-haram Tajdar-e-haramKya tumse kahoon aye Arab ke kunwarTum jaanat ho mann ki battiyaanDarr furqat toh aye ummi-laqabKaate na katath hai ab rattiyaanTuri preet mein sudbud sab bisriKab tak ye rahegi beqabriDaah-e-ka pigan duzdi da nazarKabhi sun bhi toh lo humri battiyaanAapke darr se na koi khaali gayaApne daaman ko bhar ke sawaali gayaHo habeeb-e-hazin par bhi aaqa nazarWarna auraq-e-hasti bikhar jayengeTaj dare haram Taj dare haramMaikashon aao aao madine chalenAao madine chalen, chalo madine chalenAao madine chalen, Isi mahine chalenAao madine chalen, Haj ke mahine chalenTajalliyon ki ajab hai fizaa madine meinNigah-e-shauk ki hai inteha madine meinGham-e-hayat na khauf-e-khazaa madine meinNamaz-e-ishq karenge adaa madine meinBarah-e-raas hai raahe-e-khuda madine meinAao madine chalen, chalo madine chalenAao madine chalen, Isi mahine chalenMaikashon aao aao madine chalenDast-e-saaqiy-e-kausar se peene chalenYaad rakho agar, uthgayi ek nazarJitne khaali hai sabb jaam bharjayengeTajdar-e-haram Tajdar-e-haramKhof-e-toofan hai, bijliyon ka hai darrSakht mushkil hai aaqa kidhar jayen humAp hi na garr na lenge, hamari khabarHum musibat ke maaray kidhar jayengeTajdar-e-haram Tajdar-e-haramYa mustafa, ya mujtaba, eraham-lana, eraham-lanaDast-e-hama, bechara raDaama tuhi, pursa tuhiMann aasiyam, Mann ajizamMann bekasam, Haal-e-maraPursa tuhi, pursa tuhiAye mushtub-e-zambar fishaanPaike naseem-e-sub haramAye charagar insanafasAye musliheh beemar-e-ghamAye qaasid-e-parkhundapayeTujhko usi gul ki kasamInnil taya reehas sabaYauman ila-ardil-haramBalligh salami roza tannFi-han nabi-al-mohtaramTajdar-e-haram, ho nigaah-e-karamHum ghareebon ke din bhi sanwar jayengeHaami-e-bekasaan kya kahega jahanAapke darr se khaali agar jayengeTajdar-e-haram Tajdar-e-haram 2ff7e9595c
Comments